O Sanam Lyrics – Lucky Ali

0
40
O Sanam Lyrics – Lucky Ali

[Intro]
Hmm, shaam-sawere teri yaadein aati hain
Aake dil ko mere yun tadpaati hain
O Sanam, mohabbat ki kasam

[Instrumental Break]

[Verse 1]
Milke bichhad naa to dastoor ho gaya
Yadoon mein teri majboor ho gaya
O Sanam, teri yadoon ki kasam

[Instrumental Break]

[Verse 2]
Samjhe zamaana ke dil hai khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazron se ab naa humko girana
Mar bhi gaye to bhul na jaana

[Outro]
Aankhon mein basi ho, par door ho kahin
Dil ke kareeb ho ye mujhko hai yakin
O Sanam, tere pyar ki kasam